I'm
Mera Naam Sumit rawal he, Me ujjain Nagri ka Tirth purohit hun aur pujan path ke karya me mujhe 12 varsh se adhik ho chuke he aur Mujhe jyotish ke shetra me karya karte huye 12 varsh se adhik samay ho gaya he. Mene jyotish me MA DAVV University indore se kiya he, Mera manna he kundli ke 12 ghar per 9 grahon ke sakaratmak aur nakaratmak urja karya karti he jiske prabhav se vyakti ke jivan me safalta asafalta ati he , To grahon ki Nakaratmak uraja ko kam Kiya Jaye to vyakti ke jivan me Ek samanta bani rehti he.Grahon ki acchi urja milne se use , Swastha labh , vyapar labh, dhan labh , parivarik labh , vevahik labh , santan labh , adi Sukh milte he. Pramanik Vaidik vigyan ke anusar janmKundli ka adhyayan karke main Pujan karvata hun, Kundli ke andar jis bhi prakar ka dosh hota hai uske liye main muhurt dekhkar Puja karvata hun, jinmen mukhya Puja hai. #Navgrah Shanti #Mahamrityunjay Jaap #kalsarp dosh Shanti #Mangal dosh Shanti #Grahan dosh Shanti #Chandal dosh Shanti #Vish dosh Shanti adi Puja janmKundli aadharit mein karvata hun, janm Kundli ke anusar Puja mein aapko ratn, yantra aadi bhi siddh karke diye jaate Hain aur pratidin karne ke Mantra bhi diye jaate Hain. Pt Sumit rawal, siddhashram ramghat ujjain.
Book My Appointment
₹501 / Session



.png)
