I'm
I have an 15 years exeprience in all types pooja path, kundali match making,vastu shastra and vedic astrology.....
Kalyug mein samast prakar ke Sukh purvak Apne man ki ichcha paripurn karne ke liye sabse Chhota sa vrat tap bataya Gaya hai Bhagwan Satyanarayan ji ka koi unhen kal kahta hai koi Ishwar koi satyadev to koi Satyanarayana Satyanarayan Bhagwan ki Jay
₹1500 / SessionBhagwan Shiv ko Abhishek bahut Priya Abhishek karne se samast Sukh sampda jo bhi man ki ichcha Hoti hai vah Bhagwan Bholenath jarur paripurn karte Hain rudrabhishek Bhagwan Bholenath ko bahut hi Priya hai har manushya ko sal mein ek bar jarur Bhagwan Shiv ki aradhna rudrabhishek ityadi avashya karna chahie
₹5000 / SessionJab bhi koi baccha janm leta hai to uska naam Karan Sanskar avashya karna chahie Bhagwan ka Pujan paath karke tab uske pitaji mataji Baba ji Dada Ji dadi ji uske Kan mein uska naam sambodhit karke uska jivan Dhanya banate hain hamare Satya Sanatan Dharm mein iski bahut hi Pavitra Puja paath bataya gaya hai bacche ko janm se hi Bhagwan ke charanon mein माता-पिता ki seva mein lagakar माता-पिता ki tarah Naam milta julta hua dekhkar ke use Dhanya banana chahie
₹2100 / SessionEkadashi ka vrat har manushya ko avashya hi karna chahie isase samast paap nasht Ho jaate Hain ekadashi vrat karne se pratyek mah mein do ekadashi अलग-अलग naamon se padati hai ise avashya vrat karna chahie vrat ko purn karne ke liye uska udyapan bhi avashya karna chahie Lakshmi Narayan bhagwan ki Jay
₹2100 / SessionPanigrahan maryada purushotam Shri Ram ji ne Sita ji ki sath kiya tha vaisa hi Sanskar Shubh Vivah avashya hi Hindu Satya Sanatan Dharm se riti riwajon se karna chahie karne ke liye pandit Ji se sampark Karen
₹15000 / SessionCharon vedon mein se ek ved Shukla ayurved madhyam din samvida ka parayan karane ke liye sampark Karen
₹21000 / Session




